Sajad Ka Wo Imtehaan
speaker_notes
Write-Up
(Sajjad Ka Wo Imtehaan Sajjad Ka Wo Imtehaan) X2
Bimar Musafir Hay Aur Sham Ka Darbar

(Hatho(N) Me Rassiya(N) Aur Pao(N) Me Beriya(N)) X2
Gir Gir Ke Uth Raha Tha Bimar-E-Natawa(N)
Gham-O-Ranj Se, Jigar Chaak Tha
Lahu Se Bhara, Woh Poshaak Tha
Gara(N) Tawq Ka Tha Gardan Pe Haar

(Kistarha Lut Gaya Hai Bekas Ka Qafla) X2
Beparda Binte Haider Ne Roke Di Sada,
Mera Nawjawa(N), Mera Bezuba(N),
Mera Bawafa, Mera Bhayi Jaa(N)
Abhi Sab Hai(N) Neze Pe Sawaar

(Ankho(N) Se Khu(N) Bahaya, Ghayrat Ke Naam Mei) X2
Beparda Maye(N) Behne Bazaar-E-Shaam Me
Tamashayi Yu(N), Rulaate Rahe
Sitam Par Sitam, Woh Dhaate Rahe
Tha Charo(N) Taraf Se Pathhar Ka Waar

(Seene Pe Sone Waali, Girti Thi Khaak Par) X2
Bachi Pe Tune Dhhayaa Har Ik Sitam Shimar
Rida Chin Gayi, Chini Baaliyaa(N)
Tamache Lage, Kabhi Seyliyaa(N)
Uthaaye Sitam, Woh Dil Par Hazaar

(Tishnalabi Ka Aalam, Bachhi Thi Nawhagar) X2
Pani Baha Ke Zalim, Jalti Zamin Par
Ye Hass Kar Kaha, Woh Ammu Tera,
Kidher Kho Gaya, Thi Lab Pe Bukaa,
Sakina Ki Ghazi Baar Baar.

(Bola Yazid Hass Kar, Ay Binte Murtaza) X2
Ab Aasra Tumhara, Koi Nahi Raha
To Baalo(N) Se Mu(N), Chupa Ke Kaha
Main Binte Ali Hun Ae Behaya
Zara Aazma, Ke Dekh Eik Baar

(Yasrab Me Laut Aaya, Lut Kar Ye Qafla) X2
Maula Ne Dil Ko Thhame Rokar Yahi Kaha
Abhi Yaad Hai, Woh Bazaar-E-Shaam
Wo Zindan-E-Shaam, Wo Darbaar-E-Shaam
Phire Nange Sar Haaye Sogwaar

(Sajjad Ki Azaa Ruksakti Nahi Kabhi) X2
Duniya Ko Ab "Tejani", Payghaam Do Yahi,
Jo Bhi Rokne, Ki Koshish Kare
Azaa-E-Hussain, Wo Sab Jaanle
Unhi Pe Hai Lanat Beshumaar

format_list_bulleted
More From This Album