Write-Up
Hamara Hussain, tumhara Hussain
Har ik qaum ne ye pukara Hussain

1. Ay maula mere hai wada yahi
Nahi ruksakenga matam kabhi
Ye jaan deneko bhi tayyar hai
Hamare liye hai ye zindagi
Sheher se sheher, gali se gali
Rahe ta qayamat aza ye teri

Hamara Hussain, tumhara Hussain
Har ik qaum ne ye pukara Hussain

2. Hussainun nasheedun bi kullil lughaat
Wa misbaahul huda wa sirrun najaat
Wa ramzol butoolati wa tadhiyaat
Wa sarkhatu haqqin tahuzzut Tughaat
Qurbaanul ilaah, allahujtabaa
Bakathul ardu wa hattas-samaa


Hamara Hussain, tumhara Hussain
Har ik qaum ne ye pukara Hussain

3. Surkh roo ishq-e-gayoor az Khoon-e-oo
Shukiye in misra’ az mazmoon-e-oo
Musa o Firaun wa Shabbir o Yazid
In do quwwāt - az Hayāt āyad padid.
Zindeh haqh az quwwat-e-Shabbir ist
Bātil ākher dāgh-e-hasrat mir ist

Hamara Hussain, tumhara Hussain
Har ik qaum ne ye pukara Hussain

4. Throughout every age you are so unique
No-one’s ever faced an instance so bleak
You were left alone to face destiny
In fact so incredible was your feat
Your name has been etched, into history
You will be remembered for that greatest deed

Hamara Hussain, tumhara Hussain
Har ik qaum ne ye pukara Hussain

5. Hussain zindabad yazid murdabad
Aa taqat hussain ni sajda ni che
Ay payghaam qur’a(n) maa didhelo che
Aa parwarish bibi zahra ni che
Hussain nu aa gham hamesha rese
Hamesha maate baqi rehwanu che

Hamara Hussain, tumhara Hussain
Har ik qaum ne ye pukara Hussain

6. Azae Hussain jo mojizo
Qayamat sudhi zinda renjo ai
Je khaak mare bimari ne bala
Thi bachainto hi khaak Hussain jo ai
Aza thi mileto paanke sukoon
Matam hi zindagi jo hoslo ai

Hamara Hussain, tumhara Hussain
Har ik qaum ne ye pukara Hussain

7. wewe ni mongwozi wa deeni yethu,
wewe ni shahidi m’koo hussain
umme fundisha njia kwa mungu,
peleka salaamu dyu ya hussain,
mwanzo ni hussain, mwisho ni hussain,
na keela dakika hussain ya hussain

Hamara Hussain, tumhara Hussain
Har ik qaum ne ye pukara Hussain

8. L'appel de Hussayn résonne dans nos âmes
Elle embrase le coeur des gens de mille flammes
Ce miracle restera vivant
A travers le monde jusqu'à la fin des temps
Que cette élégie, Vous donne cette envie
De pleurer Hussayn et sa famille bénie

Hamara Hussain, tumhara Hussain
Har ik qaum ne ye pukara Hussain


9. Fizaao(n) mei hai ye ab bhi nida
Jo halmin ki karbal mei gunji sada
Tejani yahi hai iska sabab
Ke har ik zabaa(n) mei hai baqi aza
Hai dil mei jhala, ik aisa diya
Kabhi bujh na payenga jo bakhuda

Hamara Hussain, tumhara Hussain
Har ik qaum ne ye pukara Hussain