Write-Up
Dhal Gayi Aashur Ki Raat
Pheli Safedi Subh Ki
Roke Bola Ibne Zehra
Waqt Aya He Azaan Ka
Ey Shabihe Mustafa

(Subhe Ashoor He
Dede Akbar Azaa(N)) X3

1. (Ey Shabihe Mustafa) X2
Ey Mere Karyal Jawaa(N)
Mere Nawjawaa(N)
De Aisi Azaa(N)
Jo Pohonche Jina
Rahe Ta Jaaha(N)
Jaane Baba

(Subhe Ashoor He
Dede Akbar Azaa(N)) X3

2. (Ey Shabihe Mustafa) X2
Ey Mere Karyal Jawaa(N)
Shabihe Nabi
Yahaan He Tuhi
Sare Karbala
Phuphi Ka Teri
He Yeh Nawha

(Subhe Ashoor He
Dede Akbar Azaa(N)) X3

3. (Ey Shabihe Mustafa) X2
Ey Mere Karyal Jawaa(N)
Dile Ghamzada
Kare Ye Buka
Meri Jang Ki
Ho Yun Ibteda
Mere Beta

(Subhe Ashoor He
Dede Akbar Azaa(N)) X3

4. (Ey Shabihe Mustafa) X2
Ey Mere Karyal Jawaa(N)
Ye Gham Ka Samaa(N)
Jo Dekha Yahaa(N)
Behan Nawhagar
Musalle Pe Maa
Boli Fizza

(Subhe Ashoor He
Dede Akbar Azaa(N)) X3

5. (Ey Shabihe Mustafa) X2
Ey Mere Karyal Jawaa(N)
Azaa(N) Ho To Yu(N)
Mujhe Ho Suku(N)
Hare Ek Lafz Mein
Nazar Aaye Khun
Mere Jad Ka

(Subhe Ashoor He
Dede Akbar Azaa(N)) X3

6. (Ey Shabihe Mustafa) X2
Ey Mere Karyal Jawaa(N)
Azaa(N) Me Asar
Ho Itna Pisar
Rakhe Jab Hawa
Use Dosh Par
Sun Le Sughra

(Subhe Ashoor He
Dede Akbar Azaa(N)) X3

7. (Ey Shabihe Mustafa) X2
Ey Mere Karyal Jawaa(N)
Abhi He Yahaa(N)
Mere Naujawaa(N)
Sunenge Azaa(N)
Mere Nanajaan
Tere Dada

(Subhe Ashoor He
Dede Akbar Azaa(N)) X3

8. Ey Shabihe Mustafa
Ey Mere Karyal Jawaa(N)
Aza Bête Ki
Jo “Mazhar” Suni
Kaha Shah Ne
Yahi Us Ghari
Shukre Maula

(Subhe Ashoor He
Dede Akbar Azaa(N)) X3