Behraha He Khun Ka Darya

Write-Up
(Haay Haay Hussain) X2

(Behraha He Khun Ka Darya Laashaye Shabbir Se) X2

1. (Paani Paani Ki Sadaa) X2 Aati He Zakhme Teer Se

(Behraha He Khun Ka Darya Laashaye Shabbir Se) X2



2. (Lashaye Akber Paraa He Khun Me Dubaa Huwa) X2

(Kehdo Wapaas Lot Jaye) X2 Kaside Hamsheer Se

Behraha He Khun Ka Darya Laashaye Shabbir Se

(Haay Haay Hussain) X2



3. (Karbala Ke Dasht Me Tha Jurm Paani Mangna) X2

(Hogaya Khamosh Asgher) X2 Hurmula Ke Teer Se

Behraha He Khun Ka Darya Laashaye Shabbir Se

(Haay Haay Hussain) X2



4. (Jiske Bose Leke Milta Tha Muhammed Ko Sukoon) X2

(Wo Gulu Kataa Gaya Hai) X2 Aaj Khund Shamsheer Se

Behraha He Khun Ka Darya Laashaye Shabbir Se

(Haay Haay Hussain) X2



5. (Sar Bareh Na Ho Gayi He Lut Gayi He Chadare) X2

(Jinko Dhampa Tha Nabine) X2 Chaadre Tathir Se

Behraha He Khun Ka Darya Laashaye Shabbir Se

(Haay Haay Hussain) X2



6. (Shaam Me Jawongi Nange Sar Mere Marne Ke Baad) X2

(Hoke Rukhsat Keh Rahe The) X2 Shaahe Din Hamsheer Se

Behraha He Khun Ka Darya Laashaye Shabbir Se

(Haay Haay Hussain) X2