Write-Up
Har musibat pe tujhe yaad kiya hai baba
x2
Shimr karta tha sitam mujhko ddaraney ke liyeUnth daura ta raha mujhko giraaney ke liyeMain kayi baar giriAagayi(n) daadi meriMujhko taskeen miliWo na aati(n) to mujhe kon bachata aakar
Har musibat pe tujhe yaad kiya hai baba
x2
Dhoop mei chalney sy payro(n) mei parde hai(n) chaleyDaadi ki tarha merey din bhi huwe hai(n) kaaleyEk rasan baara galeyMain hun chotti sab syChalna dubhar tha mujheyMain lattak jati thi sab chaltey Jo daurane safar
Har musibat pe tujhe yaad kiya hai baba
x2
Chaltey chaltey mujhey hojati thi ay baba thakkanShiddate pyaas sy jalta tha mera saara badanSaya milta jo kahi(n)Bayth jaati Jo wahi(n)Aata tha shimre laee(n)Taaziyaney ki aziyat main bataau(n) kyun kar
Har musibat pe tujhe yaad kiya hai baba
x2
Sar ko is tarha koi tasht mei rakhta hai bhalaSunti hun shimr laee(n) ne tera kata hai galaHaaye wo zalim neMere rakhsaro(n) peHai tamachey mareyUngliyon ke hai(n) nisha(n) dekhlo ik baar idhar
Har musibat pe tujhe yaad kiya hai baba
x2
Meri dadi ne bhi darbar ka manzar dekhaPasliya(n) Toot gayi(n) jalta huwa dar dekhaMain bhi naaqey sy giriHogayi hun zakhmiMeri pasli tootiJalgaya kurta mera cheena Gaya mera gohar
Har musibat pe tujhe yaad kiya hai baba
x2
Aaj bhi aankho(n) mei hai shame ghariba(n) babaMujhko daura ke laee(n) ne mera bunda cheenaShimr ki wo seliMu(n) ke bal Jo main giriAur behosh huwiBhul paungi main na baba kabhi wo manzar
Har musibat pe tujhe yaad kiya hai baba
x2
Aapko maragaya paani ka qatra na MilaAaj bhi pyaas ke maarey mera sookha hai galaBekasi hai kaisiTeri gardan sukhiMain hun abtak pyasiShimr ne paani giraya tha mujhe dikhlakar
Har musibat pe tujhe yaad kiya hai baba
x2
Ek nauhey mei nigaar aa nahi sa ktawo baya(n)Dard mei doobi hai Tejani ke nahey ki zabaa(n)Baap ke sar ko liyeBayn bachi ne kiyeSaarey qaidi royeBachi kehti rahi aur rota raha baap ka sar