Write-Up
(Nawha Tha Ye Zainab Ka, Mei Watan Ko Jaati Hu) X2

1. Lut Gayi Meri Duniya

(Nawha Tha Ye Zainab Ka, Mei Watan Ko Jaati Hu) X2

2. (Chalbasa Mera Bhaayi, Mei Hu Aur Tanhayi) X2 Koi Bhi Nahi Apna, Me Watan Ko Jaati Hu

3. (Auno Ja’faro Abbas Kargaye Mujhe Be’aas) X2 Kisse Ab Karoon Shiqwa, Mei Watan Ko Jaati Hu.

4. (Ibne Saqiye Kawser Dono Haath Katwaker) X2 So Gaye Labe Dariya, Mei Watan Ko Jaati Hu.



5. (Mujko Naaz Tha Jinpar Woh Shabihe Paygambe) X2 Woh Bhi Ab Nahi Zinda, Mei Watan Ko Jaati Hu.



6. (Tishna Tab Sakinase, Dukh Saha Nahin Jaata) X2 Kis Ko Doon Sada Bhayya, Mei Watan Ko Jaati Hu

(Nawha Tha Ye Zainab Ka, Mei Watan Ko Jaati Hu)

Lut Gayi Meri Duniya

(Nawha Tha Ye Zainab Ka, Mei Watan Ko Jaati Hu)