Write-Up
Jab Chaand Muharram Ka Dekha Mazlum Ka Kissa Yaad Aaya

1. Dekha Jo Mahino Ghardoom Par Khoon Behne Laga Aansu Bankar, Neze Ki Anee Ke Saath Jawan, Bete Ka Kaleja Yaad Aaya.
2. Kaabu Naraha Kuch Bi Dil Par Sine Me Laga Gham Ka Nashtar, Jab Chaand Ko Dekha Misle Kama, Beshir Ka Kissa Yaad Aaya.
3. Maktal Me Jo Pohnchi Fowje Khuda Tharrayi Zamin Ghar Dhoon Kaampa, Shabbir Ko Sehra Yaad Aaya, Abbas Ko Dariya Yaad Aaya.
4. Jab Bazme Husseini Me Dekha, Lehraya Huwa Par Chamdika, Dariya Ki Tarayi Yaad Aayi, Abbas Ka Shaana Yaad Aaya.
5. Na Kaise Tarapkar Majayii, Maktal Me Ghire Behosh Huwi, Jab Zire Falak Be Ghoro Kafan, Maajaye Ka Laasha Yaad Aaya.
6. Chonkh Uththi Raahtome Aksar Khwabo Me Rubabe Khasta , Zinda Ke Andhere Me Jab Bhi Ghodi Ka Ujala Yaad Aaya.
7. Kufe Me Jo Pohnchi A’ale Nabi, Pabande Rasan The Sab Qaidi, Haider Ki Dulari Beti Ko Baaba Ka Zamana Yaad Aaya.

Jab Chaand Muharram Ka Dekha Mazlum Ka Kissa Yaad Aaya

Yasrab Ki Udaasi Yaad Aayi, Aur Ujra Madina Yaad Aaya.