Write-Up
(Parda Duniya Ko Sikhane Wali Aayi Bazaaron Mein Zainab) X3

1. (Ghar Se Bahar Bhi Na Aane Wali) X2 Aayi Bazaaron Mein Zainab

(Parda Duniya Ko Sikhane Wali Aayi Bazaaron Mein Zainab) X2

2. (Jisne Baba Se Chura-E-The Kahi Baar Aseer) X2 (Qaidi Azaad Karane Wali) X2 Aayi Bazaaron Mein Zainab

(Parda Duniya Ko Sikhane Wali Aayi Bazaaron Mein Zainab) X2

3. (Jalte Khaimon Se Utha Layi Abbas Ke Bad) X2 (Ali Aabid Ko Bachane Wali) X2 Aayi Bazaaron Mein Zainab

(Parda Duniya Ko Sikhane Wali Aayi Bazaaron Mein Zainab) X2

4. (Deen Ki Khaatir Ye Bibi Saalar Bani) X2 (Banke Abbas Dikhane Wali) X2 Aayi Bazaaron Mein Zainab

(Parda Duniya Ko Sikhane Wali Aayi Bazaaron Mein Zainab) X2

5. (Apne Seenay Pe Sakina Ko Zindanon Mein) X2 (Baad Bhayi Ke Sulaane Wali) X2 Aayi Bazaaron Mein Zainab

(Parda Duniya Ko Sikhane Wali Aayi Bazaaron Mein Zainab) X2

6. (Nange Sar Parti Rahi Khutbe Bazaaron Mein) X2 (Kasre Dushman Ko Hilane Wali) X2 Aayi Bazaaron Mein Zainab

(Parda Duniya Ko Sikhane Wali Aayi Bazaaron Mein Zainab) X2

7. (Kufe Aur Shaam Bhi Sare Gaye Ye Baali Johar) X2 (Azmate Deen Ko Barhane Wali) X2 Aayi Bazaaron Mein Zainab

(Parda Duniya Ko Sikhane Wali Aayi Bazaaron Mein Zainab) X2