Write-Up
(Aai Ghairate Maryam Tera Baazar Main Jaana) X2

1. (Kyun Zainabo Kulsum Ki Chinti Hai Ridaa’e) X2

Jao Are Logo Mere Bhai Ko Bulana

Aai Ghairate Maryam Tera Baazar Main Jaana

2. (Jis Gharpe Salaami Diya Kartethe Payamber) X2

Thero Ai Musalmano Wohi Ghar Na Jalana

Aai Ghairate Maryam Tera Baazar Main Jaana

3. (Too Dukhtare Zehra Hai Nawasi Hai Ki) X2

Baazar Me Sar Nange Tera Khutba Sunana

Aai Ghairate Maryam Tera Baazar Main Jaana

4. (Neend Aaye Bhala Kaise Sakina Ko Zamin Par) X2

Toone Hi Sikhaya Isse Sine Pe Sulana

Aai Ghairate Maryam Tera Baazar Main Jaana

5. (Islam Pe Do Beton Ko Qurbaan Kiya Hai) X2

Kismat Me Teri Likha Hai Ye Daag Uthana…

Aai Ghairate Maryam Tera Baazar Main Jaana

6. (Aai Dukhtare Haider Woh Qayamat Ki Garithi) X2

Sar Nange Tera Shaam Ke Darbar Me Jaana

(Aai Ghairate Maryam Tera Baazar Main Jaana) X3