Write-Up
(Matam He Ye Shabbir Ka, Haye Chader-E-Tathir Ka) X2 Sugra Dukhi Hamshir Ka,
Haye Asger-E-Bashir Ka

(Shabbir Ke Sajde Ko Khuda Dekh Raha Hai) X3

1. (Khanjar Tale Pyase Ka) X2 Gala Dekh Raha Hai

Shabbir Ke Sajde Ko Khuda Dekh Raha Hai, Matam He Ye Shabbir Ka, Haye Chader-
E-Tathir Ka, Sugra Dukhi Hamshir Ka, Haye Asger-E-Bashir Ka, Shabbir Ke Sajde
Ko Khuda Dekh Raha Hai

2. (Gardan Pe Chhuri Sajde Me Sar Lab Pe Dua Hai) X2 Mazloom Ki Har Ek Adaa, Dekh Raha Hai, (Khanjar Tale Pyase Ka) X2 Gala Dekh Raha Hai

Matam He Ye Shabbir Ka, Haye Chader-E-Tathir Ka, Sugra Dukhi Hamshir Ka, Haye
Asger-E-Bashir Ka, Shabbir Ke Sajde Ko Khuda Dekh Raha Hai

3. (Sar Hai Kahi Tan Hai Kahi, Bahe Labe Dariya) X2 Bikhra Huwa Quran-E- Wafa Dekh Raha Hai, (Khanjar Tale Pyase Ka) X2 Gala Dekh Raha Hai

Matam He Ye Shabbir Ka, Haye Chader-E-Tathir Ka, Sugra Dukhi Hamshir Ka, Haye
Asger-E-Bashir Ka, Shabbir Ke Sajde Ko Khuda Dekh Raha Hai

4. (Hai Khun Me Dubi Huwi Tasweer Payambar) X2 Umat Se Muhaamd Ko Khafa Dekh Raha Hai (Khanjar Tale Pyase Ka) X2 Gala Dekh Raha Hai

Matam He Ye Shabbir Ka, Haye Chader-E-Tathir Ka, Sugra Dukhi Hamshir Ka, Haye
Asger-E-Bashir Ka, Shabbir Ke Sajde Ko Khuda Dekh Raha Hai

5. (Jo Ayat-E-Tathir Ki Tafsir Bani Thi) X2 Us Bibi Ki Neze Pe Rida Dekh Raha Hai, (Khanjar Tale Pyase Ka) X2 Gala Dekh Raha Hai

Matam He Ye Shabbir Ka, Haye Chader-E-Tathir Ka, Sugra Dukhi Hamshir Ka, Haye
Asger-E-Bashir Ka, Shabbir Ke Sajde Ko Khuda Dekh Raha Hai

6. (Jalte Huwe Khayyamm Hai Bikhre Huwe Lashe) X2 Manzar Ye Sare Kabobala Dekh Raha Hai, (Khanjar Tale Pyase Ka) X2 Gala Dekh Raha Hai

Matam He Ye Shabbir Ka, Haye Chader-E-Tathir Ka, Sugra Dukhi Hamshir Ka, Haye
Asger-E-Bashir Ka, Shabbir Ke Sajde Ko Khuda Dekh Raha Hai

7. (Har Waqt Siya Posh Hai Shabbir Ke Gham Me) X2 Kaabe Ko Bhi Masroof Aza Dekh Raha Hai, (Khanjar Tale Pyase Ka) X2 Gala Dekh Raha Hai

Matam He Ye Shabbir Ka, Haye Chader-E-Tathir Ka, Sugra Dukhi Hamshir Ka, Haye
Asger-E-Bashir Ka, Shabbir Ke Sajde Ko Khuda Dekh Raha Hai

8. (Jawad Khuda Band Mera Deen-E-Nabi Par) X2 Imran Ke Beto Ki Ata Dekh Raha Hai (Khanjar Tale Pyase Ka) X2 Gala Dekh Raha Hai