Write-Up
(Lalilah Ki Jaan Hai Maula Gazi Ka Alam, Deen Ki Pehchan Kai Maula Gazi Ka
Alam) X2

(Ham Ne Gazi Ka Alam Ghar Pe Sajaa Rakha Hai) X3

1. (Ghar Ko Apne Maula Ka) X2 Aza Khanaa Banaa Rakha Hai

(Ham Ne Gazi Ka Alam Ghar Pe Sajaa Rakha Hai) X2

2. (Uth Ta Hai Majlis-E-Shabbir Me Jo Tera Alam) X2 (Har Musibat Se Hame) X2 Usne Bacha Rakha Hai

(Ham Ne Gazi Ka Alam Ghar Pe Sajaa Rakha Hai) X2

3. (Aaj Bhi Parcham-E-Abbas Ko Dekha To Kahaa) X2 (Mashk Ko Sine Se) X2 Gazi Ne Lagaa Rakha Hai

(Ham Ne Gazi Ka Alam Ghar Pe Sajaa Rakha Hai) X2

4. (Kat Gaye Bazu Alamdar Ke Darya Ke Magar) X2 (Phir Bhi Islam Ke) X2 Parcham Ko Uthaa Rakha Hai

(Ham Ne Gazi Ka Alam Ghar Pe Sajaa Rakha Hai) X2

5. (Ye Sabile Jo Muharram Me Nazar Ati Hai) X2 (Unpe Abbas Ne) X2 Khud Baste Wafa Rakha Hai

(Ham Ne Gazi Ka Alam Ghar Pe Sajaa Rakha Hai) X2

6. (Har Tere Bhayi Ki Majlis Tera Matam Gazi) X2 (Fatema Zehra) X2 Ko Mehman Bana Rakha Hai

(Ham Ne Gazi Ka Alam Ghar Pe Sajaa Rakha Hai) X2

(Har Farazi Hai Ye Rehan Hassan Sadiq Ki) X2 (Apna Sar Gazi Ke) X2 Kadmo Pe
Jukaa Rakha Hai

(Ham Ne Gazi Ka Alam Ghar Pe Sajaa Rakha Hai) X2