Qaza Aur Darvaish
speaker_notes
Write-Up
Ay Jaan-E-Man Ya Hussain, Ay Deen-E-Man Ya Hussain (Ishk-E-Tora Zindagi, Man
Sagi Tu Ya Hussain) X2
Ay Waqt-E-Ajal Rukhja, Dede Mujhe Kuch Lamhe
Ashko(N) Se Wuzu Karke (Ik Baar Ye Kehne De) X2
(Hussain Hussain Hussain, Ya Hussain) X4
1-Eik Awaaz Suni Bad-E-Azan Waqt-E-Jannam
Ye Wohi Naam Tha Jis Naam Ka Ab Hai Matam
(Baap Ne Deke Azaa(N)) X2 Kan Mei Di Ye Sada

2-Bolna Bhi Nahi Sikha Tha Magar Seekh Liya
Azmat-E-Farsh-E-Aza Matam-E-Shabbir Hai Kya
(Haath Sina Pe Gaya) X2 Ayi Jis Waqt Sada

3-Jab Zara Hosh Sambhala To Ye Taleem Mili
Bolo Beta Ke Ali To Hai Imam-E-Azali
(Panjetan Paanch Kaho) X2 Phir Kaho Aaka Mera

4-Maut Barhak Hai To Isse Mujhe Inkaar Nahi
Juz Gham-E-Sibt-E-Nabi Kuch Mujhe Darkaar Nahi
(Hai Agar Waqt-E-Qaza) X2 Mujhko Kehne De Zara

5-Maut Kehne Lagi Ajaawu(N) To Kab Talti Hu
Tere Saaye Ki Tarha Saath Raha Karti Hu(N)
(Maut Se Mene Kahaa(N)) X2 Ayi Kehti Huwi Ya

6-Ambhiya Chore Na Chore Hai Farishte Mene
Ruh Se Jism Ke Rad Kardiye Rishte Mene
(Us Pe Kuch Bas Na Chala) X2 Jis Ne Ik Baar Kahaa(N)

7-Maat Khayi Hai Sar-E-Karbobala Rab Ki Qasam
Dekha Ansar-E-Hussaini Ko To Larze The Qadam
(Unse Jis Waqt Mili) X2 Mujhko Bhi Kehna Para

8-Haye Jis Waqt Chala Sibt-E-Nabi Par Khanjar
Mene Chaaha Ke Mei Marjaawu(N) Wahi Par Ghirkar
(Par Ye Tha Hukm-E-Khuda) X2 Chaahiye Mujhko Mera

9-Ruh-E-Shabbir Ko Rote Huwe Jab Kabz Kiya
Tha Meri Pusht Pe Mawjood Wohi Ik Saaya
(Mene Ki Uspe Nazar) X2 Thi Ye Zahra Ki Sada

10-Mawt "Rehan" Muhibbo(N) Ko Kaha Ati Hai
Wo To Khud Mata Shaheeda(N) Ki Khabar Lati Hai
(Kabr Mei Jaake Bhi Ham) X2 Kya Kahe Iske Siwa

format_list_bulleted
More From This Album