Write-Up
(Wafa Jis Ka Parhe Kalma Usse Abbas Kehte Hain) X2

1. Jise Sajdain Kare Sajda Usse Abbas Kehte Hain
2. (Who Pyaasa Pyaas Ne Jis Ki Kiya Sairaab Darya Ko) X2 Hai Jis Ki Pyaas Bhi Darya Usse Abbas Kehte Hain
3. (Lagaye Jo Bagair-E-Taig Ki Anbaar Laashoon Ke) X2 Jo Hai Paikar Shuja’at Ka Usse Abbas Kehte Hain
4. (Jo Hai Shabbir Ki Quwat Ali Ko Naaz Hai Jis Per) X2 Jisse Zehra Kahe Beta Usse Abbas Kehte Hain
5. (Jo Tha Shabbir Ka Khadim Mager Sab Sahebaan-E-Dil) X2 Usse Aaqa Usse Maula Usse Abbas Kehte Hain
6. (Wafa Jis Ka Parhe Kalma Usse Abbas Kehte Hain) X2 Jise Sajdain Kare Sajda Usse Abbas Kehte Hain