Write-Up
Maatam Karo Shabbir Ka, Hai Zainabe Dilgir Ka. Shabbir Tera Maatam, Momin Ki
Nishani Hai

1. Bakshish Ki Zamaanat Hai, Jo Aankh Me Paani Hay

Maatam Karo Shabbir Ka, Hai Zainabe Dilgir Ka. Shabbir Tera Maatam, Momin Ki
Nishani Hai

2. Yeh Daagh Nahin Logo, Hai Mojiza Maatam Ka. Sine Pe Likhi Mere, Kerbal Ki Kahani Hai

Maatam Karo Shabbir Ka, Hai Zainabe Dilgir Ka. Shabbir Tera Maatam, Momin Ki
Nishani Hai

3. Ghazi Ka Alam Leke, Baazaar Me Aayee Hai. Rudaad Aseeron Ki, Duniya Ko Sunani Hai

Maatam Karo Shabbir Ka, Hai Zainabe Dilgir Ka. Shabbir Tera Maatam, Momin Ki
Nishani Hai

4. Zainab Ne Shuruu Ki Thi, Zindaan Me Azadari. Sadiyon Se Chali Aayi, Yeh Reet Purani Hai

Maatam Karo Shabbir Ka, Hai Zainabe Dilgir Ka. Shabbir Tera Maatam, Momin Ki
Nishani Hai

5. Aayi Hai Sadaa Ab Bhi, Kerbal Ki Fizaaon Se. Shabbir Haqeeqat Me, Islam Ka Baani Hai

Maatam Karo Shabbir Ka, Hai Zainabe Dilgir Ka. Shabbir Tera Maatam, Momin Ki
Nishani Hai

6. De Pursaa Bahatar Ka, Zahra Ke Lute Ghar Ka. Har Saal Muharram Me, Yeh Yaad Dilani Hai

Maatam Karo Shabbir Ka, Hai Zainabe Dilgir Ka. Shabbir Tera Maatam, Momin Ki
Nishani Hai

7. Mazloom Ke Mataam, Marna Hi Sa’adat Hai. Waise Bhi Jawaan Ek Din, Yeh Jaan To Jaani Hai